After years of compulsively listening to songs and yet not playing any instrument, I decided to learn the guitar. High time, they said! You can get into the mind and soul of a guitarist playing those myriad rock and other songs.
The reason for learning?
Madhulika
A song composed in IIT-D; catchy lyrics, hypnotic tune, great for singing at a campfire.
One among many recordings -
The lyrics -
Pichle garmiyon ki baat hai
main aur mere kuch dost calcuta ki ek choti si basti mein
apne din guzarte thhe
ek kholi thi apni kuch 6 foot by 6 foot
ek din kisine bahar darwaza khatkhataya
kholke dekhta hun toh samne ek 6 saal ki chhoti si bachhi khadi thi
thoda muskrakar ke thoda jhijhak karke usne mujhse poocha
dheeme se boli wo gaana gaane wala kaku ghar mein hai kya
isi basti mein rehti hun naam madhulika
mere dil ko lubhane wala kaku koi gana suna
isi basti mein rehti hun naam madhulika
boli kaku suna tum kuch gaate bajate ho
socha ki mil karke aaoon
thoda tumse gana sunoo aur kuch basti ki nayi nayi baatein bataoon
toh kone mein pada maine apna purana sa local guitar uthaya
aur phir wahi ghisa pita paaji wala gana sunaya
arrey aye paaj border pe daaru peene chal
nahi paaji apun ka gre hai kal
arrey aye paaj border pe daaru peene chal
boli ye bhi koi gana hai aada angrezi mein aur kya hota hai yeh gre
maine kaha gre vre chhod
aur yeh bata teri basti mein ladki kaun hai sabse pyari
boli samne ki kholi mein rehti hai
subah subah baal sukhane chhat par aati hai
baju ki gali mein kaisi bheed lag jati hai
dhunn jab koi gun gunati hai
lalalalalalalalaaaa
boli kaku bata tu itna frustu kyun hai teri girlfriend wageira nahi hai kya
maine kaha thi ek rajkumari
roz kehti thi chhod kyun nahi deta yeh chai aur sutta
bas isi baat par ek na ek din panga ho gaya
aur apni love story ka the end ho gaya
senti mat ho kaku main basti mein dilati hun sundar si sutte wali bandi
sutta peene degi woh chaaye bhi banayegi
kahega toh layegi beer thandi
isi basti mein rehti hun naam madhulika
mere dil ko lubhane wala kaku koi gana suna
isi basti mein rehti hun naam madhulika
raat ko mujhe farsh par akela chhodkar madhulika chali gayi
baki bacha jo din woh kata chai ke dukaan par aur sutte ke sahare
raat kati yun hi din mein subah subah gehri neend se jagaya
samne ki kholi ki khidki se kisine khatkhataya
maine poocha kaun toh awaaz aayi
kaku main hun madhulika
boli samne ki basti ki ladki aayi hai sunne ko tera woh gana
toh kaku woh border woh paaji gre wala gana phir se sunaisi basti mein rehti hai naam
madhulika
mere dil ko lubhane wala kaku koi gana suna
isi basti mein rehti hun naam madhulika
- by Subodh Singh
On a similar note, you could check out "Aye Paaji" (the gre song) here.

1:55 PM |
Category: |
6
comments
Comments (6)
madhulika! Subodh is like a legend in IITD. Havent seen him, but heard abt him even from profs :), though 'paji' was the most famous of his creations, this is my personal best :)
aa..the legend...the guy singing is my senior from IITD delhi....from same dorm..:)...
apparently rumour is Subodh Singh ran away from IITD/Home and stayed in slums in Calcutta...
Is this IIMB auditorium?
heard abt Subodh Singh from my seniors in IIT. Even one of his batchmate was my manager.
Subodh Singh was B.Tech. Mechanical 1995-2001. Nilgiri Hostel. He was doing his internship in Calcutta at the time.
My manager (an iitd alum) asked if I had this song with me. Now I joined IITd in 2015 and still this song is going on in campus as the great creation our Nilgiri hostel. Go Nil bulls!!